Skip to content

दिल me hai aag || 2 lines sad shayari

दिल में है आग,

सीने में जलन,

जब तुम चली गई,

अकेला हो गया तुम्हारा सनम ||

Title: दिल me hai aag || 2 lines sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Yaad tumhari ati h..🫂🥀

Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai, ❤️Barish Ke Har Qatre Se Awaz Tumhari Aati Hai.🙈Badal Jab Garajte Hain, Dil Ki Dharkan Badh Jati Hai,Dil Ki Har Ek Dharkan Se Awaz Tumhari Aati Hai.🫂Jab Tez Hawayein Chalti Hai To Jaan Hamari Jati Hai,Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai..🥀💐

Title: Yaad tumhari ati h..🫂🥀


Yeh Tarkeeb Nikaali Hai || tarkeeb status

Zinda Rahane Ki Ab Yeh Tarkeeb Nikaali Hai,
Zinda Hone Ki Khabar Sab Se Chhupa Li Hai.
ज़िंदा रहने की अब ये तरकीब निकाली है,
ज़िंदा होने की खबर सब से छुपा ली है।

Title: Yeh Tarkeeb Nikaali Hai || tarkeeb status