Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaad karte hain || love hindi shayari
Tujhe har roz yaad karte hai
Teri tasveer se har roz baat karte hai
Tu khush hai dukhi hai is baat ka bhi pata nahi
Par teri khushi ke liye har roz fariyaad karte hai😊
तुझे हर रोज याद करते है
तेरी तस्वीर से हर रोज बात करते है
तू खुश है दुखी है इस बात का भी पता नहीं
पर तेरी खुशी के लिए हर रोज फरयाद करते है😊
Title: Yaad karte hain || love hindi shayari
Mohabbat || two line shayari || hindi shayari
Lafz Mai uska, woh maano meri kalam ho..
Mai gehra dard uska, aur woh meri malham ho..❤️
