Skip to content

notes_IMG_20230831_231116

Title: notes_IMG_20230831_231116

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


TU ek lakeer jo mere hath me nahi || hindi sad shayari

tere siva koi mere jazbaat me nahi
aankhe me wo nami hai jo barsaat me nahi
paane ki koshish tujhe bahut ki magar
tu ek lakeer hai jo mere haath me nahi

तेरे सिवा कोई मेरे जज़्बात में नहीं,
आँखों में वो नमी है जो बरसात में नहीं,
पाने की कोशिश तुझे बहुत की मगर,
तू एक लकीर है जो मेरे हाथ में नहीं।..

TERA GOSHA

Title: TU ek lakeer jo mere hath me nahi || hindi sad shayari


Andhere ki duniya || dard shayari hindi sad

Aksar log andhere ko apni duniya maan lete hain

Kadwi sachhai ko jhel nahi paate hain

Ujjale ki roshni uski andhere ki duniya ko nigal leti hai

Uski iss jhuti Jahan ki badal dati hai

Andhere ki duniya bhale hi jhuti ho sukun ke do pal deta hai

Ujjali Kiran aane waale sach ka kal deta hai

Kya kare yeh dil sach maanta hi nahi

Dhoke kaa maara hai,yakeen karna isko aata nahi

Title: Andhere ki duniya || dard shayari hindi sad