Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Bahut bahut shukriya || alone hindi shayari

or mubarak ho tumhe mera naam mardo me darj karne ke liye
arey tu hi hai jo mujhe khaali
samay me bhi yaad nahi karti
or mai waqt dhoondta hu beeti yaado par kharch karne ke liye
Chura lu tumhe tumse ||love hindi shayari
Aayo tumhe chura lun tumse,
Gar khata hai to saza khud mukarar karlu
Gar shak hai to soona har manzir karlu
Kar do koi gunah to le loo apne sar
Gar hath thamo to khushiyon se mukaddar bhar du….🥰
आओ तुम्हें चुरा लूं तुमसे,
गर ख़ता है तो सज़ा खुद मुकर्रर कर लूं,
गर शक है तो सूना हर मंज़र कर लूं,
कर दो कोई गुनाह तो ले लूं अपने सिर
गर हाथ थामो तो खुशियों से मुकद्दर भर दूं….🥰

