Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
bewafa zuban izhar kar bethai
Kasoor toh tha hi en nigaaho ka, Joh chupke se deedar kar bethai,
Humne to khamosh rehne ki thani thi Par bewafa ye zuban izhar kar bethai.
Title: bewafa zuban izhar kar bethai
Mai kahi mar na jau || beautiful hindi shayari
Yun fasle na badha marz aur ilaz ke bich
Mai kahi mar na jau kal aur aaj ke bich🍁
यूँ फ़ासले न बढ़ा मर्ज और इलाज के बीच
मैं कहीं मर न जाऊं कल और आज के बीच🍁

