Skip to content

❤️ Nahi bharosa TuTa Hai 😔 ….. ✍️ || sad 2 lines shayari

❤️ NAHI BHAROSA TUTA HAI 😔 ..... ✍️ || SAD 2 LINES SHAYARI
chahre ke rang se pata chalta hai
ki dil nahi bharosa toota hai



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kabhi aao to || Hindi shayari

Baadlo ke aage bhi ek shehr hai
Us shehar ke aage mera ghar bas ek pehar hai
Kabhi aayo to pahadon vali sadak le lena tum
Agar gum hue to baadlon ki madad le lena tum
Aur milo mujse to swaal km hi puchna
Agar chup raha mein to ankhein padh lena tum
Kabhi aayo to pahadon vali sadak..

बादलो के आगे भी एक शहर है
उस शहर के आगे मेरा घर बस एक पहर है
कभी आओ तो पहाड़ों वाली सड़क ले लेना तुम
अगर गुम हुए तो बादलो की मदद ले लेना तुम
और मिलो मुझसे तो सवाल थोड़े कम ही पूछना
अगर चुप रहा मै तो आखें पढ़ लेना तुम
कभी आओ तो पहाड़ों वाली सड़क….

Title: Kabhi aao to || Hindi shayari


Dil tutne ka gam

Dil tutne ka gam wahi jaanta hai

Jisne pyaar tutke kiya ho

Warna awaara ashiq toh karodo main hain

Dil todke chali gayi Bewafaa ,chhod ke chali gayi mujhe apne haal main

Tute Dil ki cheekhen Aaj bhi goonj ti hain iss fiza main

Title: Dil tutne ka gam