ਟਾਈਆ ਟਾਈਆ ਟਾਈਆ
ਕੋਠੇ ਤੇ ਕਿਤਾਬਾਂ ਪੜਾਈਆ
ਨਾਲੇ ਜੁਲਫਾ ਚੋ’ ਉਗਲਾ ਪਾਈਆ
2 ਕੰਮ ਨਹੀ ਚਲਣੇ ਕਰਲੇ
ਇਸ਼ਕ ਜਾ ਪੜਾਈਆ
ਟਾਈਆ ਟਾਈਆ ਟਾਈਆ
ਕੋਠੇ ਤੇ ਕਿਤਾਬਾਂ ਪੜਾਈਆ
ਨਾਲੇ ਜੁਲਫਾ ਚੋ’ ਉਗਲਾ ਪਾਈਆ
2 ਕੰਮ ਨਹੀ ਚਲਣੇ ਕਰਲੇ
ਇਸ਼ਕ ਜਾ ਪੜਾਈਆ
Ek waqt hi toh hai jo hamesha badal ta hai
Kitna bhi kosish karlo rukta nahi hai
Yeh kisika nahi hai gulam
Chhin ne pe aajaye toh le jaata hai sukh,chain aur aaram
Sab iske ishare par chalte hain
Jin hone manaa kiya woh jalte hain
Ye waqt kuch chhin ta hai,toh wapas bahut kuch deta hai
Jeene ka,hasne ka,pyaar karne ka phir se ek mauka deta hai
Khusiyon ki shaugaat,lamho ki baarat deta hai
Tute hue dil ke zakham ko marham deta hai
Aur pyaar karne waalon ko milne ka ek haseen mulaqaat deta hai
Vanvaas mein virah ka dard urmila se pucho,
sita se puchoge to dharm hi btayengi
Prem ka arth radha se pucho,
Rukmani se puchoge to adhikar hi btayengi
Sewa ka mtlb shrawan Kumar se pucho,
Hanuman ji se puchoge to anand hi btayenge
Aur zehar ka swaad shiv ji se pucho,
Meera se puchoge to amrit hi btayegi!!
वनवास में विरह का दर्द उर्मिला से पूछो,
सीता से पूछोगे तो धर्म ही बतायेंगी
प्रेम का अर्थ राधा से पूछो,
रुक्मणि से पूछोगे तो अधिकार ही बतायेंगी
सेवा का मतलब श्रवण कुमार से पूछो,
हनुमान जी से पूछोगे तो आनंद ही बताएंगे
और ज़हर का स्वाद शिव जी पूछो,
मीरा से पूछोगे तो अमृत ही बतायेंगी!!