Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Unki ek jhalak ko bekrar || love shayari || hindi shayari
Husan-e-benajeer ke talabgaar hue baithe hain,
Unki ek jhalak ko bekrar hue baithe hain,
Unke nazuk hathon se sza pane ko,
Kitni sadiyon se gunahgaar hue baithe hain..
हुस्न-ए-बेनजीर के तलबगार हुए बैठे हैं,
उनकी एक झलक को बेकरार हुए बैठे हैं,
उनके नाजुक हाथों से सजा पाने को,
कितनी सदियों से गुनाहगार हुए बैठे हैं।
Title: Unki ek jhalak ko bekrar || love shayari || hindi shayari
Agar kabhi koi Daur || zindagi shayari
agar kabhi koi daur kharab aaye tumhari Zindagi Mai agar, tho uss daur ko yaad krna
Jab tumse Mai Mila tha,…..
Zindagi be jise tohfa khoobsurati ka Diya vo shaks tun ho, jise kinara Kar Diya vo kharab daur ham hai
