Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Badal Na jawi sajjna || Punjabi shayari || true love

Pyar paya e te nibhavi hun tu sajjna..!!
zindagi pyar vich badal ke sadi
kite badal na jawi hun tu sajjna..!!
Title: Badal Na jawi sajjna || Punjabi shayari || true love
Tum hote ko kaisa hota || tanhai shayari
Main aur meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ke tum hote to kaisa hota ..
Shayad jaisa socha tha sab kuchh vaisa hota main teri aur tu mera hota..
Saath hoti tere har ehsaas tera hota sukhi ret par giri baarish ki bundo sa saath tera hota
Par ab Sochu bhi to kya Sochu jo mera tha hi nahi vo mera kaise hota
Main or meri tanhaai aksar ye baatein kiya karte hai ki tum hote to kaisa hota ……
