Skip to content

too chaand aur main || Hindi shayari mohobat

too chaand aur main sitaara hota,
aasamaan mein ek aashiyaana hamaara hota,
log tumhe door se dekhate,
nazadeeq se dekhane ka haq bas hamaara hota

तू चाँद और मैं सितारा होता,
आसमान में एक आशियाना हमारा होता,
लोग तुम्हे दूर से देखते,
नज़दीक़ से देखने का हक़ बस हमारा होता.

Title: too chaand aur main || Hindi shayari mohobat

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Nhi bachi koi khwahish || hindi shayari || love shayari

Kaise shukriya ada kru mein tera ki 
Jbse tu aaya jindagi swarg ban gye 
Nhi bachi ab koi khwaish Kyonki 
Phle bhi tu or aakhri bhi tu jo ab puri ho gyi❤

कैसे शुक्रिया अदा करूँ मैं तेरा की
जबसे तू आया ज़िन्दगी स्वर्ग बन गई
नही बची अब कोई ख्वाहिश क्योंकि
पहले भी तू और आखरी भी तू जो अब पूरी हो गई❤

Title: Nhi bachi koi khwahish || hindi shayari || love shayari


Hindi shayari || sad but true lines

Zindagi Jal Gaye lakin..!!
Jiska ehasas be nahi Hua..,,,
Naubat ya be the ka.,,
Dhua be Nahi Hua..,,,
Chala thy kaagaz uthana raakh mai…,,o be na Hua..,,
Jo imarat mere the uska naam be nahi Hua!!!!!!!!

Title: Hindi shayari || sad but true lines