Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kahin behtar hai… || hindi shayari
Kahin Behtar Hai Teri Amiri Se Muflisi Meri
Chand Sikkon Ke Liye Tune Kya Nahi Khoya Hai
Mana Nahin Hai Makhmal Ka Bichhona Mere Paas
Par Tu Ye Bata Kitni Rate Chain Se Soya Hai…🥺
Title: Kahin behtar hai… || hindi shayari
Thokar hi sahi || motivate shayari
Thokar sahi, chaahe jaan nikle raahi me, bas
manzil wo ho jo garoor bankar saath chale
ठोकर सही, चाहे जान निकले राहों में, बस,
मंज़िल वो हो जो गुरूर बनकर साथ चले...
