Skip to content

Dhoke se shayar || Hindi bewafa shayari

Kiya tum ne adhura pyaar
Me toh nibhana chahta tha
Kayer nahi tha main
Dhoke tere ne shayar bana diya
Main toh shayari se wakif nahi tha

Title: Dhoke se shayar || Hindi bewafa shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kaise faasle || two line hindi shayari

Doori Hui To Unse Kareeb Aur Hum Huye 
Ye kese Faasle The Jo Badne Se Kam Huye….💔

दूरी हुई तो उनसे करीब और हम हुए
ये कैसे फासले थे जो बढ़ने से कम हुए….💔

Title: Kaise faasle || two line hindi shayari


Warna alag hi hota andaaz hamara

Yeh ishq hi toh hai
Ki hm aaj is haal pe hai
Wrna aalag hi kuch hota
Andaaz hamara…

Title: Warna alag hi hota andaaz hamara