Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Wo nikal gaye || hindi bewafa || dard shayari

jaise ki wo mujhe pehchante hi nahi
kitni daffa jakham khaye hain
mere is dil ne
fir bhi hum us bewafa ko bewafa mante hi nahi
Bass lafzo se hi izhaar nhi hota || two line hindi shayari || true line shayari
Mere jazbaat mere dil ki harr baat kehte hai hamesha
Bass lafzo se hi izhaar nhi hota 🥀
मेरे जज़्बात मेरें दिल की हर बात कहते हैं हमेशा
बस लफ़्ज़ों से ही इज़हार नहीं होता।।🥀
