Skip to content

DUKH SHAYARI | SAARI RAAT RAUNDA REHA

kal raat kalam fad me
ek tasveer bnaunda reha
fir kisse di yaad vich me
saari raat raunda reha

ਕੱਲ ਰਾਤ ਕਲਮ ਫੜ ਮੈਂ
ਇਕ ਤਸਵੀਰ ਬਣਾਉਂਦਾ ਰਿਹਾ
ਫਿਰ ਕਿਸੇ ਦੀ ਯਾਦ ਵਿੱਚ ਮੈਂ
ਸਾਰੀ ਰਾਤ ਰੌਂਦਾ ਰਿਹਾ

Title: DUKH SHAYARI | SAARI RAAT RAUNDA REHA

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Akhon ko nam mtt karna || hindi shayari || best status in hindi

Uski akhon ko nam Matt kar k jana
Teri chotti c duniya mein jiska jahan basta hai..!!
Dil laga ke kisika dil Matt dukhana
Kehte hain dilon mein bhagwan basta hai..!!

उसकी आँखों को नम मत कर के जाना
तेरी छोटी सी दुनियाँ में जिसका जहान बसता है..!!
दिल लगा के किसी का दिल मत दुखाना
कहते हैं दिलों में भगवान बसता है..!!

Title: Akhon ko nam mtt karna || hindi shayari || best status in hindi


Ishq kya hai? || ehsaas shayari hindi

ishq kya hai?

  udaas jo hojauu main  to aansoo ,

  uski aankh se jhalak jaye.

  dil pe lagi baat ko bhoolkar ,

  vo meri ek muskurahat pe maanjaye.

  khafa ho jab duniya mujhse,

  to ek vo mujhe seene se lagaye.

  tohfe chah kam hi sahi par mere liye izzat,

  uski aankho me saaf nazar aaye.

  roothna manana to chalta hi hai par jo main rooth jaun ,

  to rooh uski bechain hojaye.

ye ehsaas hi to ishq hai, ye jazbat hi to ishq hai

Title: Ishq kya hai? || ehsaas shayari hindi