Skip to content

Khamoshi aur Himmat || motivational shayari hindi

Kabhi kabhi ro liya karo acha lagega,
Ansu ke sath sath dard bhi behjayega.
Thoda intezar aur karlo,
Andheri raat guzregi, tabhi toh naya savera milega.

Kabhi kabhi khamosh reh liya karo sukoon milega,
sawal ke sath sath jawab bhi milega.
Thodi himmath aur rakhlo,
Kamzori khatam hogi tabhi toh jeet ka pata chalega.

Title: Khamoshi aur Himmat || motivational shayari hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobat barkraar rahegi || ishq shayari

मोहब्बत बरकरार रहे गी 

चाहे अब तुम ना भी लोटो

इश्क की हद से गुजरे गै अब

चाहे अब तुम कुछ भी सोचो

Title: Mohobat barkraar rahegi || ishq shayari


khafa nahi hai aapse || Shayari

KHAFA  NAHI  HAI  AAPSE
MAGAR  BEWAFA   NIKLE  AAP
PAGAL  TO  HUM  THE
SAMAJDAR  NIKLE  AAP

                                            – AMRUTA

Title: khafa nahi hai aapse || Shayari