Skip to content

Aansu se khataaa || hindi sad shayari

Mere Aansuon se khataa ho gyi…

jo beh chle jaalim zamaane ke aage.

Hakikat se  pehle kyon aankhein namm ho gyi,

jo mere sapne bhi saare jal kar raakh ho gye …

kaash!  hume ye ehsaas  pehle hi ho jaata….

kimat nhi inn anmol motiyon ka yahaan ,

jo ab yu andhere se aankhein milaayi ,

chiraago se roshni bhi judaa ho gyi.

Hazaaron se bhi jyadaa gum humne chupaaye,

na jaane kaise ye daastan bayaan ho gyi.

-by SARITA CHAUHAN

Title: Aansu se khataaa || hindi sad shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


saath chhodane vaalo || Maut sad hindi shayari

saath chhodane vaalo ko to bas.. aik bahaana chaahie,
varana nibhaane vaale to maut ke daravaajhe tak saath nahee chhodate..

साथ छोडने वालो को तो बस.. ऐक बहाना चाहिए,
वरना निभाने वाले तो मौत के दरवाझे तक साथ नही छोडते..

Title: saath chhodane vaalo || Maut sad hindi shayari


Zindagi ke pal || 2 lines zindagi shayari

“Kuch pal Zindagi ke ese hote hai
Jisse hum akele hi jeene ko majbur
ho jaate hai .”

Title: Zindagi ke pal || 2 lines zindagi shayari