Skip to content

Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari

Dard do dilon ka raasta hota hai,
Kise rishte ka mohtaj nahi.
Dard do dildaron ki masoomiyat batata hai,
Kisi raees ki pehchan nahi.
Dard ko thodi hamdardi chahiye,
Dard ko choti tasalli chahiye,
Kisi kagaz ki mohar nahi.
Halki si thandi hawaein mangta hai,
Sath hone ka ehsas mangta hai,
Kisi khazane ki chamak nahi.

Title: Dard, ek ehsas || hindi dard ki shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


asi v gumnaam hoye || punjabi shayari sad staory

Ajh kise ne puchheya
tusi gumnaam kive hoye
me keha dila
eh gal puraani si
odo haale umar niyaani c
nikki umre taaneyaa da seka sek lyaa
aam to khaas
khaas to badnaam hoye
hauli hauli asi v gumnaam hoye

ਅੱਜ ਕਿਸੇ ਨੇ ਪੁੱਛਿਆ
ਤੁਸੀਂ ਗੁਮਨਾਮ ਕਿਵੇ ਹੋਏ
ਮੈ ਕਿਹਾਦਿਲਾ
ਇਹ ਗੱਲ ਪੁਰਾਣੀ ਸੀ
ਉਹਦੋ ਹਾਲੇ ਉਮਰ ਨਿਆਣੀ ਸੀ
ਨਿੱਕੀ ਉਮਰੇ ਤਾਣਿਆ ਦਾ ਸੇਕਾ ਸੇਕ ਲਿਆ
ਆਮ ਤੋ ਖਾਸ
ਖਾਸ ਤੋ ਬਦਨਾਮ ਹੋਏ
ਹੋਲੀ ਹੋਲੀ ਅਸੀ ਵੀ ਗੁਮਨਾਮ ਹੋਏ…. Gumnaam ✍🏼✍🏼

Title: asi v gumnaam hoye || punjabi shayari sad staory


2 lines waadhe tootne wali shayari

Aksar gusse mai todh dete hai vaade,
Bhoolta koi nahin hai aati rehti hai yaade,

Title: 2 lines waadhe tootne wali shayari