He who has no faith in himself can never have faith in God.
Enjoy Every Movement of life!
He who has no faith in himself can never have faith in God.
Duniya me aana bhi hey jaana bhi hey,
Daddy aapke bina duniya me rehna bhi hey,
Maa to ho jaati hey akeli jab koi na ho ghar pe saath,
Ek baar to dilado dilasa aap ho humare saath.❤️
दुनियां में आना भी है जाना भी है
डैडी आपके बिना दुनियां में रहना भी है
माँ तो हो जाती है अकेली जब कोई न हो घर पे साथ,
एक बार तो दिला दो दिलासा आप हो हमारे साथ ❤️
Aaj kal ki duniya me kha mumkin hai ki sachha dost mile…..khush naseeb hain aap ki aapko hum mile😂😍
आज कल की दुनिया में कहां मुमकिन है कि कोई सच्चा दोस्त मिले…….. खुश नसीब हैं आप कि आपको हम मिले😂😍