Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Badal gaye hum…💔 || Sad hindi shayari
Taqdeer ne jese chaha vese dhal gye hum
Bahut sambhal k chale fir bhi fisal gye hum
Kisi ne viswas toda toh kabhi kisi ne dil,
Aur logon ko lagta hain ki badal gaye hum💔
तकदीर ने जैसा चाहा वैसे ढल गए हम
बहुत सम्भल कर चले फिर भी फिसल गए हम
किसी ने विशवास तोड़ा तो कभी किसी ने दिल
और लोगों को लगता है कि बदल गए हम 💔
Title: Badal gaye hum…💔 || Sad hindi shayari
Vo sath hi kya || Hindi shayari
Ek pal ki ye baat nahi
Do pal ka ye saath nahi
Kahne ko to zindgi jannat
Se pyari hai…..
Par wo saath hi kiya jis
Mein tera haath nahi…❤️
