Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
CHAHTEIN BADHNE LGI THI TUMSE || love hindi shayari
Chahatein badhne lgi hain tumse milne ke baad,
Din kab gujra ye bhi nhi tha mujhko yaad,
Phir waqt ke namanzuri ne nhi smjhe mere jazbaat,
Kya pta tha vo shaam mein hui thi humari aakhrimulaqat…….
चाहतें बढ़ने लगी हैं तुमसे मिलने के बाद
दिन कब गुज़रा ये भी नही था मुझको याद,
फिर वक़्त के नामंजूरी ने नहीं समझे मेरे जज़्बात,
क्या पता था वो शाम में हुई थी हमारी आखरी मुलाकात…
Title: CHAHTEIN BADHNE LGI THI TUMSE || love hindi shayari
Waqt || Urdu Ghazal or Shayari
BHULA DO GE GUM SAARE KAR KE GUFTUGU HUM SE
KABHI FURSAT MAIN MUKHTASAR SA WAQT DE KAR TO DEKHIYE
بھلا دو گے غم سارے کر کے گفتگو ہم سے
کبھی فرصت میں مختصر سا وقت دے کر تو دیکھئے



