Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
True Lines Hindi lief shayari || Dard bahri
Sachi mohobat kaha hai aaj ke zamane me
yaha pyar roj bikta hai mehkhane me
सची मोहबत कहा है आज के जमाने मे,
यहाँ प्यार रोज बिकता है मेहखाने में
Title: True Lines Hindi lief shayari || Dard bahri
Khabar nahi hai use || hindi shayari
Sab kuch jaan kar bhi mere haalat ki khabar nhi hai use
Mujhe kehti hai ke bhut kuch hai mere pass
Par mujhe lagta hai ke bas ek sabar nhi hai use
Koi jaakar bataye use ki maut to aayegi use bhi
Khuda ki bheekh mein di huyi zindagi amar nhi hai use🙌
सब कुछ जान कर भी मेरे हालात की खबर नहीं है उसे
मुझे कहती है कि बहुत कुछ है मेरे पास
पर मुझे लगता है कि बस एक सबर नहीं है उसे
कोई जाकर बताएं उसे की मौत तो आएगी उसे भी
खुदा की भीख में दी हुई जिंदगी अमर नहीं है उसे।🙌
