Skip to content

Rangeen duniya || Hindi status

Kitni rangeen hain ye dunia,
Jaha sab kuch hain,
Subha ka Kiran saam ka Surya aasth,
Bistaar se dekho toh mil jayegi zindagi ka Manzil,
Lelo maja din ka dhoop aur saam ka hawa ka jhoka,
Pyaar se hatheli par jakad lo iss pal ka mouka! <3 

Title: Rangeen duniya || Hindi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ye sannata charo aur faila rakha || hindi shayari

Ye sannata jo charo aur faila rakha hai…
Zikar kar do kis baat ki kami hai…🤔
Jism to kya rooh bhi girwi rakh denge teri khushi ki khatir…
Bas bata do in ankhon mein kis baat ki nami hai…❤️

ये सन्नाटा को चारों ओर फैला रखा है…
ज़िक्र कर दो किस बात की कमी है…🤔
जिस्म तो क्या रूह भी गिरवी रख देंगे तेरी खुशी की खातिर…
बस बता दो इन आंखो में किस बात की नमी है…❤️

Title: Ye sannata charo aur faila rakha || hindi shayari


Jo hoo riha || truth life shayari

Jo ho riha o hona Zaruri c
Banda na v att chuki puri c
Apnea nu ki samjna
Banda na kudrat to pai durri c

Manisha❤️Mann✍️

Title: Jo hoo riha || truth life shayari