Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kamsin c ladki || in love
Kanto par chal kar phoolo se bate karti sapno ki unchi udaan zamane se darti toofan me kashti utare vo kamsin si ladki nayi nayi umange aur khawahishon ka jharna hai khud se khud ka rishta tay karna hai🫣 
Wafa ki tareekh || two line shayari
Mujhe bhi yaad rakhna jab likho tareekh wafa ki
Mene bhi lutaya hai mohobbat mein sukoon apna🙃
मुझे भी याद रखना जब लिखो तारीख वफ़ा की
मैंने भी लुटाया है मोहब्बत में सकूँ अपना🙃
