Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya || love but sad shayari
Tum bhi meri trah ye dard sehti ho kya😶
Tum ab bhi meri ankhon se behti ho kya🤨
Mein ab bas rab ki ibadat karta hu❤️
Tum bhi ab mujhe bewafa kehti ho kya😑
Ye adhi raat mein mere aansu kyu nikal aaye💔
Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya🙃
तुम भी मेरी तरहा ये दर्द सहती हो क्या😶
तुम अब भी मेरी आखों से बहती हो क्या🤨
मैं अब बस रब की इबादत करता हूं❤️
तुम भी अब मुझे बेवफा कहती हो क्या😑
ये आधी रात में मेरे आसूं क्यों निकल आए💔
तुम अब भी मेरे दिल में रहती हो क्या🙃
Title: Tum ab bhi mere dil mein rehti ho kya || love but sad shayari
Nazaqat unki || hindi shayari || love shayari
Nazakat bhi unki badi qatil hai .
Jhapakti nazare hai ,aur mare ashiq jate hai😍
नज़ाकत भी उनकी बड़ी कातिल है
झपकती नज़रे हैं, और मारे आशिक जाते हैं 😍
