Skip to content

Zindagi tabah || sad but true || Hindi shayari

Zindagi shayari || life shayari || Hathon ki lakeere to yun hi badnaam hain...zindagi tabah karna to apno ka kaam hai 💯
Hathon ki lakeere to yun hi badnaam hain…zindagi tabah karna to apno ka kaam hai 💯



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ek rishta pyaar ka || rishta shayari

Rishta ho pyaar ka,ya nafrat ka

Rishta ho dard ka,ya ho mohabbat ka

Rishta toh hamesha rehta hai khaas

Chahe kitna bhi dur ho ya paas

Jaane waale to chale jaate hain

Todne waale toh Tod dete hain

Lekin jo aakhir main reh jaata hai woh hai rishta.pyaar ka rishta,dil ka rishta.

Jaruri nahi rishtey ka koi naam ho

Ya Koi daam ho

Bas ho bedaag,maasum aur pyaara

Hamaare jeene ka sahara

Jo rahe dil ki dhadkan main

Yeh dikhne wala cheez nahi yeh toh logon ko jodta hai atoot bandhan main

Title: Ek rishta pyaar ka || rishta shayari


Yaad to aati hogi ?😌💔 || heart broken love shayari hindi

अब कोई भी शायरी तुझे तड़पाती होगी !
सच बता मेरी याद तो आती होगी ?
मौसम की हर बहारों से मांगा था !
मैंने तुझको टूटते तारों से मांगा था |
जुदा होके तू शायद ही जी पाती होगी !
सच बता मेरी याद तो आती होगी ?
ख़ैर अब मैं भी तुझे भूल रहा हूं !
गलतियां सारी कबूल रहा हूं |
मेरी तस्वीरें तुझे बड़ा सताती होगी !
सच बता मेरी याद तो आती होगी ?

Title: Yaad to aati hogi ?😌💔 || heart broken love shayari hindi