Adhoore reh gaye sapne || sad but true || Hindi shayari was last modified: January 22nd, 2023 by Nishant Kumar
Enjoy Every Movement of life!
Har koshish nakamyaab hogi hume padne ki hum duniya ki samaj se zra pare hain💯
हर कोशिश कामयाब होगी हमे पड़ने की हम दुनिया की समझ से जरा परे हैं💯
Ishq ki galiyo se thokare kha kar Girte,padte huye ladkhada kar chalna sikhe he, fir se ishara kar hume apni hi nazaro me gira na dena, Ye umra daraz ho chuka he aashiq is raah ka, gir to jaayega kya aap gire huye ko uthane ka hunar rakhte ho?
