Skip to content

Moonlight 🌙

She loves moonlight 🌙 and rainstorms and so many other things that have soul…❤️🥀

Title: Moonlight 🌙

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tumhari yaadein || beautiful hindi shayari

Jaam ne bhi haar maan li
Tumhari yaadein bhulne ke liye..
Lagta hai maut se mulakat krni hi pdegi🍁

जाम ने भी हार मान ली..
तुम्हारी यादें भूलने के लिऐ..
लगता है मौत से मुलाकात करनी ही पड़ेगी🍁

Title: Tumhari yaadein || beautiful hindi shayari


Mere khawabo ka || hindi love shayari

very sad hndi shayri || Mere Khawabo ka
samundar khali hi to hai
tujhe har pal yaad karna
meri bekhyali hi to hai
tha jha kehna wha keh na
paya umar bhar
kagjo par yun shayari
likhna ki bejubani hi to hai
Mere Khawabo ka
samundar khali hi to hai
tujhe har pal yaad karna
meri bekhyali hi to hai
tha jha kehna wha keh na
paya umar bhar
kagjo par yun shayari
likhna ki bejubani hi to hai

Title: Mere khawabo ka || hindi love shayari