Skip to content

IMG_1675957996930-797aad91

Title: IMG_1675957996930-797aad91

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Mohobbat ya nasha || beautiful love shayari || two line shayari

Mohobbat hai ya nasha tha jo bhi tha kmaal tha
Rooh tak utarte utarte jism ko khokhla kar gya🍁

मोहब्बत है या नशा था जो भी था कमाल का था
रूह तक उतारते उतारते जिस्म को खोखला कर गया🍁

Title: Mohobbat ya nasha || beautiful love shayari || two line shayari


TUMSE MILKE || hindi shayari || love shayari

jaane anjane mai mile the hum tumse
koi irada nahi tha dillagi karne ka
fir jab kari dillagi tumse
toh irada nahi tha tumse dur jaane ka
ki yaad hai mujhe vo har lamha 
jo humne sath bitaya hai
kuch haseen pal kuch rangeen shamein sath bitaye jo saal tumne
kya tumhara irada tha humko chodd jane ka
shuruaat toh aksar sabhi rishto ki sahi hoti hai 
lekin har kisi mai vo dum nahi rishta nibha jaane kaa….😇

Title: TUMSE MILKE || hindi shayari || love shayari