Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Chehra dikhata hai || hindi shayari
Jaane wale ko kon rok paata hai,
Pyaar ke saath to aksar hadsa ho jaata hai,
Bas khush hain hm yeh jaan ke,
Ki tumhare bina bhi yeh dil tumhara hi chehra dikhata hai❤
जाने वाले को कौन रोक पाता है
प्यार के साथ तो अक्सर हादसा हो जाता है
बस खुश हैं हम यह जान के
कि तुम्हारे बिना भी यह दिल तुम्हारा ही चेहरा दिखाता है❤
Title: Chehra dikhata hai || hindi shayari
Dard me bhi hamne muskuraana || hindi shayari
Dard mein bhi hamne muskurana sikh liya hai.
Dard mein bhi hamne muskurana sikh liya hai.
Aur log bol rahe hai bahut khush lag rahe ho aaj.
Unhe kya bataye kis dard me ji rahe hai aaj.
