
Fir lakh maafiyan mang kade nahio bhulldiyan..!!
Enjoy Every Movement of life!

Pyar hum unko karte hain
Jo humari fikar karte hain..!!
Kadar hum unki karte hain
Jo humari izzat karte hain..!!
Jeete hain hum unke liye
Jo hum par marte hain..!!
प्यार हम उनको करते हैं
जो हमारी फ़िकर करते हैं..!!
कदर हम उनकी करते हैं
जो हमारी इज्ज़त करतें हैं..!!
जीते हैं हम उनके लिए
जो हम पर मरते हैं..!!
Bs itni si mohabbat ki hai,.
Mera har din tujhe shuru ho kar tujhi pe khatam hota hai,
Bs itni si mohabbat ki hai ,.
Mere har khwab mein tera hi khayal aata hai,