Skip to content

Wafa || hindi shayari || ghaint shayari

Kuch alag hi karna hai
To wafa karo mere dost
Majboori ka naam lekar
Bewafai to har koi karta hai💯

कुछ अलग ही करना है
तो वफ़ा करो मेरे दोस्त,
मज़बूरी का नाम लेकर
बेवफाई तो हर कोई करता है💯

Title: Wafa || hindi shayari || ghaint shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Meri Maa Ne Mujhe Chalna Sikhaya

Mujhe Mohabbat Hai Apne Hath Ki Sabhi Ungliyon Se
Najany Kis Ungli Ko Pakar Kr Meri Maa Ne Mujhe Chalna Sikhaya..

Title: Meri Maa Ne Mujhe Chalna Sikhaya


tujhe bhee ishk || 2 lines shayari hindi

gumaan na kar apanee khush-naseebee ka
khuda ne gar chaaha to tujhe bhee ishk hoga..

गुमान न कर अपनी खुश-नसीबी का
खुदा ने गर चाहा तो तुझे भी इश्क होगा..

Title: tujhe bhee ishk || 2 lines shayari hindi