Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
khafa nahi hai aapse || Shayari
KHAFA NAHI HAI AAPSE
MAGAR BEWAFA NIKLE AAP
PAGAL TO HUM THE
SAMAJDAR NIKLE AAP
– AMRUTA
Title: khafa nahi hai aapse || Shayari
Baat || sad hindi shayari
Kuch is trah baat khatam ki humne
Acha chlo baat karte hain
Aur fir kabhi baat nhi ki humne💔
कुछ इस तरह बात खत्म की हमने
अच्छा चलो फिर बात करते है
और फिर कभी बात नही की हमने💔

