Skip to content

E Naseeb || hindi shayari || sad but true shayari

ए नसीब जरा एक बात तो बता,
तू सबको आज़माता है
या मुझसे ही दुश्मनी है 🥀

Title: E Naseeb || hindi shayari || sad but true shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Bepanah mohobat || love hindi Shayari

bas ek hi gustaakhi hui hai hamse
bepanah mohobat hui hai tumse

*बस एक ही गुस्ताखी हुई है हमसे*

*बेपनाह मोहब्बत हुई है तुमसे*..
Harsh✍️

Title: Bepanah mohobat || love hindi Shayari


Ladka hona bhi khan itna aasan hai

Agar betiyan naseeb se to Bete bhi duaaon ke saath aate hai apni aashaon ko rakh kar alag pehle faraz nibhate hai Bete se pita tak ka kirdaar vo bakhubi nibhaye fir bhi kabhi bura pati to kabhi beta bura kehlaye parivaar ka bhar kandho par liye chlata hai kamyaab hote hote na jaane kitni baar fislata hai roye to kamjor na roye to pathar dil do tarfa samaaj me jeena hai mushkil man me zimmedari ka bhoj chehre par muskaan hai ladka hona bhi khan itna aasan hai….ladka hona bhi khan itna aasan hai💙

Title: Ladka hona bhi khan itna aasan hai