Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Haqeeqat meri || Hindi shayari || two line shayari
Chehra dekh kar nahi jaan paoge haqeeqat meri..
Kahi pathar kahi moti to kahi aayina hu mein…!!😊
चेहरा देख कर नही जान पाओगे हक़ीक़त मेरी….
कहीं पत्थर कहीं मोती तो कहीं आईना हूँ मैं…!!😊
Title: Haqeeqat meri || Hindi shayari || two line shayari
Tere zakhmo ko || hindi sad shayari

kabhi keh na sakaa
nazaane kyu tere bin reh na sakaa
yeh to mere shabad hai jo
mujhe sambhale huye hai
warnaa mai toh tere diye
zakhmo ko bhi seh naa skaa
