Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ishq unse || love hindi shayari
Dil se lgaya bhi nhi
Dil se bhulaya bhi nhi🍂
Ishq karte rahe unse hum
Aur unhe kabhi btaya bhi nhi🤐
दिल से लगाया भी नही
दिल से भुलाया भी नही🍂
ईश्क करते रहे उनसे हम
और उन्हे कभी बताया भी नही🤐
Title: Ishq unse || love hindi shayari
Hind 3 line shayari|| love
Jb bhi phone ki ghanti bajti hai
Or naam tumhara aata hai
Hath ka toh pata nhi
Lekin ye dil tumhara phone uthane poch jaata hai😭❤️
