Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Pyar ke safar pe le jaana hai tujko
Apni mohabbat se sazana hai tujh ko, Kitni chahat hai ye batana hai tujhko,
Raahon me bicha ke mohabbat apni, Pyar ke safar pe le jaana hai tujko.
Title: Pyar ke safar pe le jaana hai tujko
Apne liye waqt || two line shayari
Aaj thoda waqt nikala hai apne liye
Esa mausam roz nhi aata ..😊❤️
आज थोड़ा वक्त निकाला है अपने लिए,
ऐसा मौसम रोज़ नहीं आता…😊❤️
