Dard Bhari shayri for whatsapp
Wo alag baat hai
k byan na kar paye ham
warna rag rag me mere
shamil tha tu
ik tarfa pyar mera jhalla kar gya mujhe
na jane tujhe j samaj na ayea kyu
Ashq behte gaye
hasi gayeb hone lai
andar se marte gaye hm
dheere dheere yun
bacha na kuch
zinda lash ban kar reh gaye hum
aur ahista se nikalti gai jism se rooh
song: teri meri prem kahani hai mushkil dol lafzon me … rahat fateh ali khan….
Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Sochta tha humne bhi || Hopes shayari
Socha tha humne bhi
Milenge kabhi kisi mod par,
Par kya kare nhi hota bharosa kisi par
Yaara jabse gya tu chhod kar! 🥀
Mohabbat ke lafz
Ab mohabbat hai ya nafrat isse mat jataya Karo Baat ko Karo khatam, Jo Dil mae hai Usse zuban pe laya karo
अब मोहब्बत है या नफ़रत इससे मत जताया करो
बात को करो ख़तम, जो दिल में है उससे ज़ुबान पे लाया करो

