Skip to content

Izhar e Mohabbat || love shayari

Teri arzoo karta hun Mai
Teri guftagu sunta hun mai
Tere Chand se is chere ko yuhi nahi takta hun mai
Tere labo se nazre hathi nahi
Teri Ankho se ankhe milti nahi
Sab Naseeb ka khel hai yunhi nahi kheta hun mai

Kyu karta hun Mai Aisa
Kyu karta hun Mai Aisa
Kyu Teri arzoo karta hun mai
Kyu Teri guftagu sunta hun mai
Kyu tere chere ko takta hun mai
Kyu tere labo se nazre hathi nahi Teri ankho se ankhe milti nahi
Kyu kyu kyu

Is kyu ka bhi ik jawab hai
Is kyu ka bhi ek jawab hai
Tujhe bepanah chahta hun mai
Tujhe mohabbat karta hun mai
Teri muskurahat ke liye
Teri khilkhiahata ke liye
Sare gamo ko bhul kar bhi muskuraya karta hun mai
Teri farrrmaaaishe
Teri sari  khwahishe
Mukammal karna chahta hun mai
Tujhse mohabbat karta hun mai
Teri siyah zulfo ko
Tere surkh hotoh ko
Sajana chahta hun mai tujhe bepahan chahta hun main 

Tujhse mohabbat karta hun mai 

Title: Izhar e Mohabbat || love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tere ishq ch…. || Chahat Punjabi shayari

Sochea soch na sochn de… tere ishq ch dubn toh na rokn de… ❣️🖤😊🤗?”?”..
Tenu chahana hai bs gal khtm… menu chahan toh na kde rokn de❤️❤️❤️..?”

Title: Tere ishq ch…. || Chahat Punjabi shayari


Vaada hai aapse || love hindi shayari || true love

Har pal mohobbat karne ka vaada  hai aapse❤️
Har pal sath nibhane ka vaada hai aapse🤗
Kabhi yeh Matt samjhna hum aapko bhool jayenge❌
Zindagi bhar sath chalne ka vaada hai aapse👫
Humein fir suhana nazara mila hai😍
Kyunki zindagi mein sath tumhara mila hai😇
Ab zindagi mein koi khwahish nhi Rahi🙌
Kyunki humein ab tumhari bahon ka sahara mila hai🙈

हर पल मोहब्बत करने का वादा है आपसे,❤️
हर पल साथ निभाने का वादा है आपसे,🤗
कभी ये मत समझ न हम आपको भूल जायेंगे,❌
जिंदगी भर साथ चलने का वादा है आपसे।👫
हमे फिर सुहाना नज़ारा मिला है, 😍
क्योंकि जिंदगी में साथ तुम्हारा मिला है, 😇
अब जिंदगी में कोई ख्वाइश नही रही, 🙌
क्योंकि हमे अब तुम्हारी बाहों का सहारा मिला है।🙈

Title: Vaada hai aapse || love hindi shayari || true love