Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Zindagi mein ek baar pyar || Love Hindi shayari
Pyar jo sachmuch mein pyar hota hai,
Jivan mein kewal ek baar hota hai
Nigahon ke milte hi dil mil jaye
Esa zindagi mein ek baar hota hai🥀
प्यार जो सचमुच में प्यार होता है,
जीवन में केवल एक बार होता है,
निगाहों के मिलते ही दिल मिल जाये,
ऐसा ज़िंदगी में केवल एक बार होता है 🥀
Title: Zindagi mein ek baar pyar || Love Hindi shayari
Pyaar ke karz || 2 lines love shayari
Teri mohabbat ke karzo mai itna doop gaya hu,
Ki byaaz bhi chukana namumkin ho gaya hai

