Skip to content

Mohabbat ke shartein

Meri zulfon ke gehro mein sukoon mile toh kehna,

Lambi si raatein ab mere saath choti lagne lage toh kehna,

Aur mujhse door rehkr bhi, mujhi si pyaar kr sako toh kehna..

Kyunki iss baar mohabbat nibha pao toh hi rehna.

Title: Mohabbat ke shartein

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dil-e-bimar || love Hindi shayari || yaad shayari

Yun tasalli de rahe hain hum dil-e-bimar ko
Jis trah thaame koi girti huyi diwar ko
Kuch khatakta to hai pehlu mein mere reh reh kar
Ab khuda jane teri yaad hai ya mera dil ❤️

यूँ तसल्ली दे रहे हैं हम दिल-ए-बीमार को
जिस तरह थामे कोई गिरती हुई दीवार को
कुछ खटकता तो है पहलू में मेरे रह रह कर
अब ख़ुदा जाने तेरी याद है या मेरा दिल ❤️

Title: Dil-e-bimar || love Hindi shayari || yaad shayari


Ikalla haan || alone Hindi shayari || sad shayari

Hassda haan par hassna nhi chahunda
Dil vich bahut kuj chalda mere jo dassna nhi chahunda 🙃
Jihda karda dil to karda mein thoda jhalla haan
Lok taan kaafi jande aa menu par upro ikalla haan 💔💯

ਹੱਸਦਾ ਹਾਂ ਪਰ ਹਸਣਾ ਨੀ ਚਾਹੁੰਦਾ
ਦਿਲ ਵਿੱਚ ਬਹੁਤ ਕੁਝ ਚੱਲਦਾ ਮੇਰੇ ਜੋ ਦੱਸਣਾ ਨੀ ਚਾਹੁੰਦਾ🙃
ਜਿਹਦਾ ਕਰਦਾ ਦਿਲ ਤੋਂ ਕਰਦਾ ਮੈ ਥੋੜਾ ਝੱਲਾ ਹਾਂ 
ਲੋਕ ਤਾਂ ਕਾਫ਼ੀ ਜਾਣਦੇ ਆ ਮੈਨੂੰ ਪਰ ਉੱਪਰੋਂ ਕੱਲਾ ਹਾਂ 💔💯

Title: Ikalla haan || alone Hindi shayari || sad shayari