Skip to content

Burq tujhe shayari bna diya

Shab-o-roz ki fikr hai ke ab poochon usska main haal kaise
Maine toh bewafayi na ki, toh mujhe hai yeh itna malaal kaise

Kaise chorh doon isse yeh illat nahi ne’mat hai yaar ‘Burq’
Cigarette na hou toh sulgaon bad-maazi ka poshida khayaal kaise

_________________________________

Mujh jaise ko bhi ussne jeena sikha diya
Bohat maghroor tha zameen se laga diya

Mera pathar sifat dil kabhi pighla kahan tha
Mujh jaise sang-dil ko ussne rona sikha diya

Yaar sukhan-vari ab har kisi ke bas mein kahan
Usski bewafayi ne ‘Burq’ tujhe shayar bana diya

_________________________________

Title: Burq tujhe shayari bna diya

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


JIWE AMBRAAN TE

Jive ambraan te taare kalle kalle ne unjh hi mere dil te jakham alle alle ne

Jive ambraan te taare kalle kalle ne
unjh hi mere dil te jakham alle alle ne



Bahuta na staya kar || sad status || Punjabi shayari

Na mzak banaya kar zinde ni
Thoda taras taan khaya kar zinde ni..!!
Asi mar mukk jana ajj kal vich
Sanu bahuta na staya kar zinde ni..!!

ਨਾ ਮਜ਼ਾਕ ਬਣਾਇਆ ਕਰ ਜ਼ਿੰਦੇ ਨੀ
ਥੋੜਾ ਤਰਸ ਤਾਂ ਖਾਇਆ ਕਰ ਜ਼ਿੰਦੇ ਨੀ..!!
ਅਸੀਂ ਮਰ ਮੁੱਕ ਜਾਣਾ ਅੱਜ ਕੱਲ੍ਹ ਵਿੱਚ
ਸਾਨੂੰ ਬਹੁਤਾ ਨਾ ਸਤਾਇਆ ਕਰ ਜ਼ਿੰਦੇ ਨੀ..!!

Title: Bahuta na staya kar || sad status || Punjabi shayari