Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ek raaz mohobbat || hindi shayari
Mein tumse mohobbat karta hu ye baat ek raaz hai🤫
Aur suno, tum bhi humse mohobbat kar sakte ho humein kaha koi aitraaz hair🙈
मैं तुमसे मोहब्बत करता हूँ ये बात एक राज है🤫
और सुनो, तुम भी हमसे मोहब्बत कर सकते हो हमे कहा कोई ऐतराज है🙈
Title: Ek raaz mohobbat || hindi shayari
Tere naam ki zanzeer || two line Hindi shayari
Kaid mein guzregi jo umar bade kaam ki thi,
Par mein kya karta ke zanzeer tere naam ki thi.💕
क़ैद में गुज़रेगी जो उम्र बड़े काम की थी,
पर मैं क्या करता कि ज़ंजीर तेरे नाम की थी….💕

