Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Woh saamne baithi thi || love shayari hindi

maine bahut koshish ki uski muskaan
dekhne ki
par wo zufo se chehra chhipa kar baithi thi
ek mai tha jo uski nazro se uska haal jaan raha tha
or ek wo thi jo kitaabo se dil lgaa ke baithi thi
Teri kismat kabhi bhi badal sakti hai || motivational shayri
बुझी हुई समा भी जल सकती है
तूफानों से कश्ती भी निकल सकती है
होके मायूस यू ना अपने इरादे बदल
तेरी किस्मत कभी भी बदल सकती है

