kaash tu zindagi mein kabi aaya na hota
zindagi mein aakr muje pagl bnaya na hota
dene the ansu is ishq k safar mein
to shuruaat mein muje hsaya na hota
pyar kya hai j tune muje smjaya na hota
kaash ye dil mohobbt ka staya na hota
jis pl shuta tha tera hath mere hathon se
kaash vo lamha zindagi mein kabi aaya na hota
Harkatein byan nahi karti
Jtana bhi padta hai
Ishq mein kabi kabi
Ajmana bhi padta hai
Aur kaise shode sath uska
Jo har waqt tha sath hmare
Ab yun Na kehna ki
Shod ke Jana bhi padta hai🍂
हरकते बयां नहीं करती
जताना भी पड़ता है
ईश्क में कभी कभी
आजमाना भी पड़ता है
और कसे छोड़े साथ उसका
जो हर वक्त था साथ हमारे
अब यू ना कहना की
छोड़ के जाना भी पड़ता है 🍂