Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ham kisi aur k nahi hue || 2 line hindi love
Ishq Ki Hamare Bas Itni Si Kahani Hai,
Tum Bichhad Gaye Ham Bikhar Gaye,
Tum Mile Nahin Aur,
Ham Kisi Aur Ke Huye Nahi…
Title: Ham kisi aur k nahi hue || 2 line hindi love
main mar bhee jaoo || Maut hindi shayari
main mar bhee jaoo… to use khabar bhee na hone dena,
masharoof sa shakhs hai… kahee usaka vaqt barbaad na ho jaaye
मैं मर भी जाऊ… तो उसे ख़बर भी ना होने देना,
मशरूफ़ सा शख्स है… कही उसका वक़्त बर्बाद ना हो जाये
