Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
sazaa dete toh bhi seh lete || Mohobbat shayari
Yaara, saza deta toh bhi seh lete
Dil ki 2 baate hum bhi keh lete
Magar tu toh sath chhod diya
Agar yhi mohobbat hoti to tere bina hum bhi reh lete! 🥀
Uski tasveer || love hindi shayari
Chupke se uski tasveer sirhane mein rakhkar so jata hu mein,
Aur vo mere khwabon mein aa jaya karta hai… 🥀
चुपके से उसकी तस्वीर सिरहाने में रखकर सो जाता हूं मैं,
और वो मेरे ख्वाबों में आ जाया करता है…🥀

