Enjoy Every Movement of life!
Tuna mera chanchal mann dakha hai
Kabhi mera sabar v dakh
Tuna muja jinnda dakha hai
Mera yr zinda logo ki kabhi kabar v dakh
Tera jana ka baad kuj bacha e nahi 💔
Ho saka to Mudd👣 kr ek👁️ nazar to dakh
Chal mana tera pass time nhi a
Is pgl ❤️dil ko teri kitni hai kadar to dakh
”Are gairo se ladkar kya jatana chahte hai aap ke gairo se ladkar kya jatana chahte hai aap?… Kya parayo se ladkar apna banna chahte hai aap?… Apna toh manege ham tab jab apno ke vesh me un parayo ka parda hatayege aap…”
