
Sohne dil vale kismat naal milde ne..!!
“Roop” Kadaran kariye os sohne yaar diya
Pavitar ehsas te jazbaat jihde dil de ne..!!

Pyar koi jismo ka khel ya sauda nhi
Yeh toh do dilo ka Milan hota Hai
Jahan do pyar krne wale ek Dono me yuhi khote Hai
Pyar me Kya Umar Kya dharam naahi gender matter krta
Ek ladke ladke se
Ek ladki ladki se v krte pyar
Pr in society waalo se yeh q darte hai
Pyar toh yaaro Dil se Kri jaati
Naaki jismo or paiso se
Pyar ko pyar nhi smjhte
Ghire pde hum waiso se
Hum toh yhi kehte Hai yaaro
Jio toh khulke Jio ek bar Ki yeh jiban
Kya society Kya yeh Duniya
Darna Ni Kabhi kisi se
Aage Bdo khud K liye lado
Ladka ladka ho ya fir ladki ladki
Ek duje K sath hamesha rho
Or pyar pyar hota
naahi jismo or gender ka khel Duniya ko yeh kho
Zuban toh khol, najar toh mila, jabab toh de
Mein kitni baar loota hu, mujhe hisab toh de❤️
tere badan ki likhawat me hai utar chadhaw
Mein tujhko kese padhunga, mujhe kitaab toh de….🙃
जुबा तो खोल, नज़र तो मिला,जवाब तो दे
में कितनी बार लुटा हु, मुझे हिसाब तो दे❤️
तेरे बदन की लिखावट में हैं उतार चढाव
में तुझको कैसे पढूंगा, मुझे किताब तो दे🙃