Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Aam Mila Kerte Hain || True love shayari
Muhabbat Mujhe Tum Se Nahi Tere Kirdaar Sey Hai
Warna Haseen Log To Bazar Me Aam Mila Kerte Hain.
Title: Aam Mila Kerte Hain || True love shayari
Tumhare dil mein utar jau || two line Hindi shayari
Tumari sanso ke sahare tumhare dil mein utar jau🌼
Mein vo jakham hu harsh ke tumhare chue hi bhar jau..❤
तुम्हारी सांसो के सहारे तुम्हारे दिल मे उतर जाऊं🌼
मै वो जख्म हूँ हर्ष कि तुम्हारे छुए ही भर जाऊं..❤
