Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ye zindagi || Hindi shayari || shayari video
life shayari
Koi maut se darta hai..to koi jite ji marta hai
Har kisiko zindagi se mohobbat hoti hai
Or jivan khone se har kisi ka dil darta hai
Kisi ko hsaati or kisi ko rulati hai je zindagi
Or dil ro ro kar yun hi aanhein bharta hai
Kisi ka shonk ban jati hai or koi gale lgana chahta hai ise…
Lekin nafrat to use ho jati hai is zindagi se
Jo mohobbat kisi se beshumar krta hai..!!
Title: Ye zindagi || Hindi shayari || shayari video
Na kadar na fikar || sad hindi shayari || two line shayari
Aakhir mohobbat unhi se kyu hoti hai
Jinhe na to hamari kadar hoti hai Or Na fikar💔..!!
आखिर मोहोब्बत उन्ही से क्यों होती है
जिन्हें न तो हमारी कदर होती है और न फिक्र 💔..!!

